📘 Shabdkosh · Desh aur Sarkar
Prastavana (Preamble) ka matlab
Samvidhan ka shuruaati paragraph jo batata hai ki samvidhan kis liye hai: nyay, swatantrata, samta aur bandhutva. Kitaab ki ‘bhumika’ jaisa. 1976 ke 42ve sanshodhan se isme ‘samajwadi’, ‘panthnirpeksh’ aur ‘akhandta’ jode gaye.
Source: constitutionofindia.net

