Naya labour code aur 50% wage rule: CTC wahi, in-hand kam kyun?
Labour codes 21 Nov 2025 se laagu hain aur rules May 2026 mein aa gaye. “Wages” ki nayi definition (Basic + DA + retaining allowance, baaki allowances 50% se zyada hue to wapas jodo) ki wajah se PF aur gratuity ka hisaab badla. Offer letter kaise padhein, in-hand kyun ghat-badh sakta hai, aur HR se kya poochhein.

