📘 Shabdkosh · Tech
MFA / 2-step verification (doosri chaabi) ka matlab
Login ke liye password ke saath ek aur saboot maangna: OTP, authenticator app ka code ya fingerprint. Password chori ho jaaye tab bhi doosri chaabi ke bina darwaza nahi khulta.
Udaharan: ATM mein card (pehli chaabi) + PIN (doosri chaabi).
Source: CISA: More than a password

