๐ Shabdkosh ยท Career Decoded
GD (Group Discussion) ka matlab
Ek line mein: Interview ka ek round jisme 6โ10 log ek topic par milkar baat karte hain.
Examiner dekhta hai aap kaise sunte ho, kaise point rakhte ho, doosron ko bolne dete ho ya nahi. Zor se bolna zaroori nahi, saaf aur fact ke saath bolna zaroori.
Udaharan: Topic: “EPFO ka naya niyam: fayda ya khatra?”
Kahan dikhta hai: Is hafte ke GD topics

