๐ Shabdkosh ยท Mind Decoded
Pramana ka matlab
Ek line mein: Sahi gyaan paane ka saadhan: pratyaksha (dekhna), anumaan (tark), shabd (vishwasniya source) aadi.
Bharatiya darshan mein har school batata hai ki wo kaunse pramaan maanta hai. Hamara “Pramaan Panchang” naam yahin se: pehle saboot, phir maanna.
Udaharan: Charvak sirf pratyaksha maanta hai; Nyaya chaar pramaan.
Kahan dikhta hai: Charvak darshan

