๐ Shabdkosh ยท Smart Grahak
Stop Switch (RBI draft) ka matlab
RBI ka prastaavit button jisse grahak apne khaate se bahar jaane wale saare naye digital payment turant rok sake. Aane wala paisa, purane auto-pay aur bank ki EMI katauti chalti rehti hai. Nov 2026 mein draft, final niyam baaki.
Source: Upstox (RBI draft), 23 Nov 2026

